Aajkal log apnay masael ki wajah say sakhat pareshan hein. awr wo in masael kay hal kay liye mukhtalif babo, aamilo, najumiyo, bangaliyo aur pandito kay paas jatay hein. yah ilam say nawaqif jali aamil masael tou hal kar nahi saktay ulta logo ki sari dwlat hathiya letay hein. is liye in jali aamilo aur najumiyo say bach kar rahna chahiye.